Be-Izzati No 1:
1 Larka Cycle pe ja raha tha.
Cycle ka Tyre Bhains k Gobar k Beech mai se guzar gaya.
Qareeb Kuch Larkiyan Khari Thin.
Unhon ne Taliyan Baja kar Kaha:
"Happy Birthday To You!"
Larka Ruka aur Jawab Diya:
"Khali Taali Bajany se Kaam nahi chalega, Aa kar Cake to Khaen....
No comments:
Post a Comment